Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery hum-nasheen meri zindgi, woh gulab jo abhi khila nahi main yeh sochta ho k khuda kary zindgi main tujhy woh sukh milay jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi
Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.