Bekabu hai dil

Bekabu hai dil
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu
  

Jan, 23 2012     156 chars (1 sms)     1378 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Teri pyaari surat pe dil harun,Teri har jaroorat pe jaan varun,Jab bhi sochoon teri harkatoon ke bare mein toh,Dil kare tere kaan ke neeche do marun.
Na Dil Ki Baazi,Na Dil Ka Sauda Agar De Dete Who Hame Waqt Thoda Na Aati Aaj Ye Nobat Aur Koi Na Puchta Ki SIR"WATER" ya SODA
Log ishq krte he bade sor k sath.Ham ne bhi kiya tha bade jor k sath.Magar ab krenge bade gor k sath.Kyo ki kal use dekha tha kisi or k sath
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Jawani ke din chamkile ho gaye,husn ke tewar nukile ho gaye,hum izhaar karne me thode dheele ho gaye,unke haath peele ho gaye
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo !!!
DARDE DIL SEHNA ASAAN NAHI HOTA, KIMTI CHEEJ KE HAR KOI KAABIL NAHI HOTA, YEH TO UPARWALE KI MEHARBAANI HAI , WARNA TERE JAISE POPAT KE PAAS MOBILE NAHI HOTA.
Galat najar se dekhoge to har jagah tume kharab hi lagegi...Aur achchi najar se dekhoge to har ladki tume bhabhi dikhegi..
Aap itna yaad na karo hum ko, kahi hum chheenko se pareshan na ho jaye. Yaad to hum bhi aapko bahut karte hain, Par darte hain, ke kahi aapko zukaam na ho jaye
Dil ke arman ansuo me beh gaye, Hum gali me the gali me reh gaye... Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye..!
AAJ KAL TUM MUSHKURATI BAHUT HO,MERE DIL KO BHAATI BAHUT HO,DIL KEHTA HAI LE JAAUN TUMHEN DINNER PE,PAR SUNA HAI TUM KHAATI BAHUT HO!
Us pyari si surat ka phir ek baar deedar de, tadap rahe hain hum aur na intezaar de. Apni aawaz nahin sunani to na suna, aye zaalim ek missed call to maarde.