Jawani ke din

Jawani ke din
Jawani ke din chamkile ho gaye,husn ke tewar nukile ho gaye,hum izhaar karne me thode dheele ho gaye,unke haath peele ho gaye
  

Jan, 23 2012     125 chars (1 sms)     5730 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath
Har gali har deewar par tumhara hi naam hai, har gali har deewar par tumhara hi naam hai. Upar likha hai wanted aur niche 50 paise ka inaam hai !
Na moh aur na maya hai..Aalas bas tumhi ko aya hai..Char panne palat lo beta..paper papaji ne nahi banaya hai..!
Iss pyari si surat ka phir se didaar de, Tadap rahe hai hum ab aur na intezaar de. Awaz suna ey zalim magar, Ek missed call to maar de.
Bas kya yahi tak tha saath hamara, Intezar hi karte rahe hum tumhara, Kab hogi is Kambakht mobile mein roshin aur kab ayenga tera sms!
Bhagvan se pani manga to sagar diya Phool manga bageecha diya, Ghar manga mahal diya, Paisa manga to aap ka number diya, " kab aau lene "
Tu chandramukhi main surajmukhi, tu mujhse dukhi main tujhse dukhi. Chatt se chhalang laga de, phir tu bhi sukhi, main bhi sukhi.
Aaj Unki Sharart SamaJh Aayi, Yahan Per Apki Jarurat SamaJh Aayi, Apko Dharati Per Bhejna To Bahana Tha, RAVAN Ki Jagah Kisi Ko To Aana Tha.
Hasino ka kafila masjid ki taraf ja raha tha hum ne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke the lakin khuda ko barbad hone se bacha liya
Apse Jb Hmari Yaari Ho Gyi Duniya Hmari Or B Pyari Ho Gyi Pahle Hum Kisi B Cheez K Aadi Na The Par Ab Apko Yad Krne Ki Bimari Ho Gyi he
Naari ke chakkar mein bhool na jaana yaari, Jab laat maaregi naari to yaad aayegi hamari..... Purush bachao samiti ki taraf se Janhit mein jaari
O Friend ji.. Tussi Mitha Aam ho, Coca Cola da Jaam ho, Sir Dard da Baam ho, Saara kuch Theek hai, Bas SMS nahin karde, Es waaste Badnaam ho