Kahi andhera kahi sham hogi meri hr khushi tumhare nam hogi 1 bar kuch mang k to dekho bjli,pani,telefon ka bill or karz me dubi har proprty tumhare nam hogi!
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai....