Phoolon ko phool pasand hai, dilon ko dil pasand hai. Shayar ko shayeri pasand hai. Kisiki pasand se hame kya, hamko to bas apki girl friend pasand hai
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Vo pyaar ke rishte kaise-kaise ho gaye, kabhi hum aapke dost the ab aise-waise ho gaye, agar ab bhi sms na kiya to hum samjhenge ki hum se pyaare paise ho gaye