Na woh inkaar

Na woh inkaar
Na woh inkaar karti hai, Na woh ikraar karti hai, Kambakhat mere hi sapnon main aa kar, Mere dost se pyaar karti hai
  

Jan, 23 2012     116 chars (1 sms)     1082 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Umeedo ki manzil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Na Pooch Teri Judai k Lamhey Hum ne kese bitae Paani mai SURF EXCEL mila k Straw se Bulbule banae
Kabhi kabhi meri ankho main Saya lagta hai ..Jo apna hai who praya lagta ha itum se milney ki Tmanna to bhut hai Lekin Anay janey main karyaa bohat lagta hai....
Woh bole-agar hamare Jutey kho gaye to ghar kaise Jayenge humne kaha- Janab aap shayri to shuru kijiye, Itne ayenge ki gin bhi nahi payenge..
Zalim Palat Kar Dekh Tamana Hum Bhi Rakhte Hein Tum Agar Car Rakhti Ho To Rikhshaw Hum Bhi Rakhte Hein
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla. Dosti ke naam par hauwa nikla. Jo roka karte they humein sharab peene se, aaj unki jeb se pauwa nikla.
Maine tumhe dekha, tumhe follow kiya Tumne mere dil mein jalaaya pyaar ka diya Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Mujhe usne Clinic All Clear se Dho daala
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
Sote hue ko jagayeng hum Ap ki Nind churaynge hum Har waqt sms kr sataynge hum Ap ko ayega Ghusa! Lekin us Ghuse mehi yad to ayenge Hum!
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Maszid mein namaaz padta hoon, Mandir mein jaap karta hoon, kahin insaan se khuda na ban jaoon, isliye tumhe sms karke roz ek paap karta hoon!!