Apne sasur ka

Apne sasur ka
Apne sasur ka dulaara hoon main, apni biwi ko bhi pyara hoon main filhaal toh yeh sab sapne hain, kyunki abhi tak kunwara hoon main !
  

Jan, 23 2012     133 chars (1 sms)     5518 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aisi dosti hamari, ki dil chahe tu har safr dagar me mile, Mar bhi jaau to pyar rahe kayam, Tu mere saath wali kabar me mile.
Kitne haseen hai aap,khud ko duniya ki nazar se bachaya karo.Aankho mein kajal lagana hi kafi nahin gale mein nimbu mirchi bhi latkaya karo!
Chandni raat thi, main so rahi thi Phir kisi ne darwaza khutkhataya Maine soncha mera dil aaya Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya
Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai, Bacche ki bhi ek zid hoti hai, Aur kitna intezar karu tere sms ka, arre yaar kanjusi ki bhi ek haad hoti hai.
Tute hue khandar ka hissa bana gayi, ghar ko kabad khane ka dibba bana gayi, nikah ke 3 mahine hi guzre the, na jane kis hisab se abba bana gayi.
Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka; In sab se haseen, in sab se LAJAWAB dekho SMS padhne wala,MENDAK TALAAB ka; Trrr..Trrr..
Dil ki bat dilme mat rkhna,Jo pasand ho use ILU kehna,Agar wo itrai,gusse me aaye,To darna mat rakhi nikalna & kehna pyari behna milti rehna
Aansu tere nikle to ankhe meri ho,dil tera dhadke to dhadkan meri ho, rab kare hamari dosti itni gehri ho k jute tuje pade aur galti meri ho
SAB DOST BEWAFA HO GAYE, HUM APNE MOBILE SE KHAFA HO GAYE. EK SMS TO KAR DE ZAALIM WARNA DUNIYA WALE SAMJHENGE , HUM DONO JUDHA HO GAYE.
kabhi kehte the dost hamare ke "jaan bhi maango to hazir hai", Aaj apni bivi ko jaan kehte hai , aur maango to inkaar karte hain
khali hai botal phir bhi piye ja raha hoon, zindagi maje se jiye ja raha hoon, sala kisi ka reply nahi aaraha, phir bhi sms kiye ja raha hoo…