Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
Aap se milkar ho gaya zindagi se pyar, raah me chod kar mat jana mere yaar.. Bin Aapke hum jee na payenge.. aap na honge to hum--- 'Ullu' kise banayenge mere yaar..