Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.