Dil se Dil lagakar to dekho, Hamari yaadon mein aansoo bahakar to dekho, SMS to kya call bhi karoonga, Ek baar mere mobile ka bill chukakar to dekho...
Log puchte hai ki cigarate kyun pite ho, kya ye pyass bujhati hai? Maine kaha "nahi, dil me kisi ki tasvir hai,kambhakt kam se kam usko to jalati hai".
jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai