Dil se tumhe

Dil se tumhe
Dil se tumhe kaise mita de, Hum tumhe kaise bhoola de. Ji to chahata hai duniya chor de, Ya phir judai dene wale in duniya walo ko phod de
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     1037 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aap se milkar ho gaya zindagi se pyar, raah me chod kar mat jana mere yaar.. Bin Aapke hum jee na payenge.. aap na honge to hum--- 'Ullu' kise banayenge mere yaar..
Bhiga sa lagta he aalam tumhe.Bhigi si lagti he subah tumhe.Bhiga lag rha he sara jahan tumhe.Uth Nalayak Bistar Gila Kar Diya HaiTUNE
Dil k arman aansuo me beh gaye. Hum gali me the gali me reh gaye. Light chali gai. Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye.
Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
Vo pyaar ke rishte kaise-kaise ho gaye, kabhi hum aapke dost the ab aise-waise ho gaye, agar ab bhi sms na kiya to hum samjhenge ki hum se pyaare paise ho gaye
AAPKI YAAD ME MAINE KALAM UTHAAI, LIYA KAGAAZ AUR AAPKI TASVEER BANAYAI, SOCHA THA DIL SE LAGA KE RAKHU US TASVIR KO, PAR WO TO BACCHO KO DARAANE KO KAAM AAYI.
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
Na 'Sachhai' badi hai,Na 'Khuddari' badi hai,Na 'Bhalai' badi hai,Na 'Imandari' badi hai.Bada woh hai jiske ghar ke bahar Mercedes Benz khadi hai.
SAB DOST BEWAFA HO GAYE, HUM APNE MOBILE SE KHAFA HO GAYE. EK SMS TO KAR DE ZAALIM WARNA DUNIYA WALE SAMJHENGE , HUM DONO JUDHA HO GAYE.
MOHABAT SIKHA KAR JUDA HO GAYE, NA SOCHA NA SAMJHA KHAFA HO GAYE, DUNIYA MEIN KISKO HUM APNA KAHE, AGAR TUM HI BEWAFA HO GAYE.
bhigi palko ke sang muskurate hain hum , pal pal dil ko behlate hai hum , tu door hai humse to kya hua ?? har sms mein teri aahat paate hai hum
Mumtaj ki kabar ko dekh ke har aashiq ko mohabbat ki misal nazar aati hai….Hum kis-kis ke liye Tajmahal banwayein???Hume to har ladki Mumtaj nazar aati hai….