Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Aage raasta khuda hua hai, phir 'U'-turn maarkar chale aaoge
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..