Roz logo se aapke pange honge,Roz aapke ghar me dange honge,Agar mujhe sms nahi kiya to yaad rakhna aapke 17 bachche honge or sare k sare lafange honge…
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye