Hum Gaye The

Hum Gaye The
Hum Gaye The unke Ghar Kehna Tha Dil se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra Ke Bole Aunty Bachho ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo..
  

Jan, 23 2012     136 chars (1 sms)     1102 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Tum Itne Khubsurat Ho, Tum Se Bahar Bhi Sarminda Hai, Kabhi Bhul Se Bhi Kabristan Mat Chale Jana Warna Murde Kahe Uthange, Abhi Hum Bhi Jinda Hai...
Bhul Se Agar Koi Bhul Hui Ho to , Bhul Samajh Ke Bhul Jana Areeeee Bhulana Sirf bhul Ko, Bhulkar Bhi Hame Na Bhul Jana.
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
THANDI THANDI HAWA CHALI MAUSAM HUA SUHANA Wah Wah Wah Wah BANDAR BHI MESSAGE PADH RAHA HAI KYA EDUCATED HUA ZAMANA!!
Ishq karne se pehle uska anjaam dekhlo......Ishq karne se pehle uske anjaam dekhlo....Agar phir bhi samajh na aaye to film TERE NAAM dekh lo…
ham unke kareeb ja ke unhe paa na sake is bat ka gham hai,ek chand hamar unchain par haiaur ek hamari hight bhi kam hai
Koi cheez Bewafai se badkar kya hogi, Ghum-e-imtihan judai se badkar kya hogi, kisiko deni ho jawani mein saza To PADAI se badkar saza kya hogi.
Vo pyaar ke rishte kaise-kaise ho gaye, kabhi hum aapke dost the ab aise-waise ho gaye, agar ab bhi sms na kiya to hum samjhenge ki hum se pyaare paise ho gaye
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Kidki se deka to raste pe koi nahi tha.Kidki se deka to raste pe koi nahi tha. Raste pe ja ke dekha to kidki pe koi nahi tha.
Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka; In sab se haseen, in sab se LAJAWAB dekho SMS padhne wala,MENDAK TALAAB ka; Trrr..Trrr..
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...