koi gam nahi,

koi gam nahi,
koi gam nahi,fir bi man udas haikoi rasta nahi,fir bi ek aas haikehne ko hai bahut apne,par tu hi 1 khaas haiZyada senti mat ho,ye sab bakwas ha
  

Jan, 23 2012     144 chars (1 sms)     1312 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pehle Zindgi Cheen Li Mujhse,Ab wo Meri Maut Ka Bhi Faida Uthate Hai,Meri Kabr Par Phool Chadhane Ke Bahane wo Kisi Aurse Milne Jate Hai
Hotho se jo chU liya Ehsaas Aab tak hai Aankhe Nam hai Aur sanso mein Aag aab tak hai, Aur kyo na ho Khayi Bhi to'HARI Mirchi'hai.
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
Jab jab hame pyaas lagti hai, unke aane ki aas lagti hai.Unki deewangi main hum ho gaye itne deewane,ki har ladki ki maa apni saas lagti he.
Medical Shayari: When u breathe,u respire! When u breathe,u respire! When you don't breathe, u expire!
Teri aankain jhuki jhuki tera chehra khila khila jab tere chehre per haath ghumaya to aadha kilo fair & lovely mila
"Bethe bethe kamre me kar rahe the Press thoda gaur farmaiy gE bethe bethe kamre me kar rahe the Pressa apki yad aayi aur jal gai dress
Zamane ke darr se teri tasvir toilet mein chupa rakhi hai, Didar ho tera bar bar isiliye julab ki goli kha rakhi hai….
Umeedo ki manzil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Kunwari kanya ko miss kehte hai,Uske Chumban ko kiss kehte hai,Miss ko Kiss karna mushkil hai isliye,Kissmissh ke bhaav tez rehte hai.
Aap na diwana kar diya, ek bar dekh kar. Aur hum kuch bhi na kar paya, bar bar dekh kar.
Insurance wale bhi kya gajab dhate hain Insurance wale bhi kya gajab dhate hain logon ki patniyon ke pas ghanton bethkar unk pati ke marne ke fayde batate hain