us ne haton par mehndi lagi huve hai humne os ke doli sajai huvi hai.. humay pata tha wo bawafa niklay ge. is leye humne os ki choti behan bhi phasai hui hai
Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…
Majnu ko Laila ka sms nahi aya, Majnu ne 2 din se khana nahi khaya, Majnu marne wala hai Laila ke pyar main, Aur Laila bethi hai sms free hone ke intazar main.