Insurance wale bhi kya gajab dhate hain Insurance wale bhi kya gajab dhate hain logon ki patniyon ke pas ghanton bethkar unk pati ke marne ke fayde batate hain
chand mien dekha aap nazar aae, sitaron mien dekha aap nazar aae, phoolon mien dekha aap nazar aae, aap zara side mien honge ta k koi aur bhi nazar aae
Hum tere dil me rahenge SMS bankar, Tere dil pe khilenge ringtone bankar, kabhi aapne dil se juda na samajhna, Hum Tere dil ke saath chalenge Roaming Network bankar