Majnu ko Laila ka sms nahi aya, Majnu ne 2 din se khana nahi khaya, Majnu marne wala hai Laila ke pyar main, Aur Laila bethi hai sms free hone ke intazar main.
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Aasman me kaali ghata chayi hai, Aaj fir gharwali se daat khayi hai, Kehti hai sudhar jao, par meri kya galti, Bajuwali aaj phir mini skirt me aayi hai...