Jab i ne U

Jab i ne U
Jab i ne U se pyaar kiya to night ko sleeping chod diya tere face ki gentle beauty ne mere kind heart ko phod diya
  

Jan, 23 2012     114 chars (1 sms)     1255 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Medical Shayari: When u breathe,u respire! When u breathe,u respire! When you don't breathe, u expire!
Sitam sahneki bhi had hoti hai, Kisi ko sataneki bhi had hoti hai, SMS bhejneki koshish karo janab, Mufat ke sms padhneki bhi ek had hoti hai
Koi patthar se na maare mere diwaane ko, koi patthar se na maare mere diwaane ko, Bomb ka zamaana hai udaa do saale ko
Dhyan de! Agar aap is dhyan denewale message ko dhyan se padhenge to apke dhyan me ek baat ayegi ke is message mein dhyan denewali koi bat hi nahi hai
Apki ek muskurhat ne hamare hosh uda diye.Apki ek muskurhat ne hamare hosh uda diye.Hum hosh me aane hi wale the. ki aap fir se Muskra diye
Dil ke arman ansuo me beh gaye, Hum gali me the gali me reh gaye... Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye..!
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...
Jala dena ya dafna dena,Le jaane se pehle 1peg Rum pila dena.Mai Taj mahal ki chahat nahi rakhta dosto,Bas meri kabr pe GIRLS HOSTEL bana dena.
Mere Ishq Ki Bowling Ne Uske Dil Ka Wicket Gira Dia Lekin Meri Taqder To Dekho! Uska Baap Umpire Tha,Meri Bowl Ko Noball Kehla Diya.
Hum tere dil me rahenge SMS bankar, Tere dil pe khilenge ringtone bankar, kabhi aapne dil se juda na samajhna, Hum Tere dil ke saath chalenge Roaming Network bankar
Zamana kitna kharab ho gaya he,Har sawal ka ulta jawab ho gaya he,Na Call, na Misscall, na SmS.Har koi mobile rakh k nawaab ho gaya he.