Jab Jab hume

Jab Jab hume
Jab Jab hume pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai unki dewangi mein hum ho gaye itne dewane Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     1187 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aap ko man mein bhi yAAd karenge,Aapki har baatoN par aiTBaaR karenge,Aapko sMs karne ko to nahi kahenge phir bhi Aapke sMs ka iNTeZaar karenge!!
Hazaro aati hai Hazaro jaati hai Magar jo mandap me baith ti hai Wohi kaam aati hai
Arz kiya hai Bus nazron se dekh liya hota agar tammana thi darane ki, Hum yun hi behosh ho jaate. Kya zaroorat thi aap ko muskurane ki.
Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga!
Asmaan pe jitne sitare ha iAnkho mai jitne ishare hai(wah wah)Samandar ke jitne kinare hai Utne hi screw dhele tumhare hai(ab bolo wah wah)
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi
Hasino ka kafila masjid ki taraf ja raha tha hum ne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke the lakin khuda ko barbad hone se bacha liya
Meri zindagi par ek ehsaan kardo, ye mohabbat mere naam kar do, subah ko milo saam kardo, aur shaam tak mere ghar ka sab kaam kardo…
Har patthar pe likhu, " I MISS U ", Aur wo har patthar tumhe maru. Taki tumhe ye ehsaas to ho apki yaad kitna dard deti hai…
"Masti aankho me hoti hai sharab me nahi,Bhakti shradha me hoti hai mandir me nahi,Tu b jaan le, "Dosti SMS karne se badti hai padne se nahi
Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Bhiga sa lagta he aalam tumhe.Bhigi si lagti he subah tumhe.Bhiga lag rha he sara jahan tumhe.Uth Nalayak Bistar Gila Kar Diya HaiTUNE