Ye CHAND bhi dekho kya ajib sitam dhata hai, Gour farmaye Ye CHAND bhi kya ajib sitam dhata hai, Bachpan me MAMA aur Jawani me SANAM nazar ata hai......!
Insurance wale bhi kya gajab dhate hain Insurance wale bhi kya gajab dhate hain logon ki patniyon ke pas ghanton bethkar unk pati ke marne ke fayde batate hain
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???