Mat puch mere sms ki inteha kaha tak hai,Tu KANJUSI karle teri takat jaha tak hai,Msg ki umid jinhe hogi unhe hogi,Hame to dekhna hai tu Kanjus Kaha tak he.
chand mien dekha aap nazar aae, sitaron mien dekha aap nazar aae, phoolon mien dekha aap nazar aae, aap zara side mien honge ta k koi aur bhi nazar aae