Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai