Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
college ki life main kai yaar milte hai,usme kuch kamine tho kuch dildar milte hai, agar acche se padhai ki tho koi bante hai doctor tho koi engneer warna darzi ki dukan per baith kar salwar silte hai …
Kabhi kabhi meri ankho main Saya lagta hai ..Jo apna hai who praya lagta ha itum se milney ki Tmanna to bhut hai Lekin Anay janey main karyaa bohat lagta hai....
Phoolon ko phool pasand hai, dilon ko dil pasand hai. Shayar ko shayeri pasand hai. Kisiki pasand se hame kya, hamko to bas apki girl friend pasand hai