Aap ke haath

Aap ke haath
Aap ke haath mein Mobile hai, chehray pe khoob Smile hai, Msgs ki achi khasi File hai, phir bhi sms nahi karte ho, Ye kon sa STYle hai
  

Jan, 23 2012     134 chars (1 sms)     1233 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pike raat ko hum unko bhulane lage Sharab me gum ko milane lage Ye sharab b befawa nikli yaaro Nashe meto unki saheli bhi yaad ane lagi.
Log kehte hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi, magar woh log ueh kyon bhool jaate hain ki dhoka bhi zindagi hi deti hai maut nahi."
KKabi kushi pilati hai kabi gam, kabi wisky pite hai kabi rum, pila deti hai USKI yadien or tanhai, badnam hote hai bus botal or hum
Pehle kabhi kisi pe DIL nahi aaya, Tumhe Dekha to Tumpar Dil aa gaya. Tumhare pyar mein pagal hokar itne Message kare saala 5 Hazar ka BILL aagaya...
TUM Na Milo Koi GUM Nahi... Bus Baat Karo, Ye Milne Se Kam Nahi... Dosti Mein Dhoka De Jaye Wo HUM Nahi... Aur Hamari Dosti "BUNTY aur BABLI" Se KAM Nahi..
Soorat ke saath seerat ek husn-ezafi hai, har gul jo mehekta hai gulfam nahi hota
Kabi Shikayt na labo pe laynge.Kaha hai Dost to dosti nibhange,Koi Tumhari Burai mere samne kare,Ksam khate h ki,hm b ha me ha milaynge .
humne jab-jab chaaha,tab-tab aap jaage,humne jab-jab chaaha,tab-tab aap jaage;kyuki aapke ghar ki ghanti bajaakar,hum roz raat ko bhaage.trin.. trin.
Mausam ye haseen kehta h pyaar kar le Dil diwana kehta h ikraar kar le chahat kehti h izhaar kar le par MUMMY KEHTI PEHLE DEGREE PASS KAR LE
Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga
Wo chand si Ladki,Zulfen uski kali.Uski chal aisi,Mano hirni si mtawali.Uski hr ada,Is jahan se Nirali.Pr tu kya karega Wo Ladki to mne ptali.
Unke Pyaar Me Umar Bhar Intezar Kiya..Unke Pyaar Me Umar Bhar Intezar Kiya,Aur Us Intezaar Me Na Jane Kitno Se Pyar kiya..