Ae dost tu mat ho udaas,Saans meri chute na chute tra saath.Phir bhi agar tujhe aaye meri yaad,toh mujhe call kar lena,meri INCOMING BILKUL FREE HAIN..!!
Machar ne app ko kata woh uska junoon tha,app ne khuglaya woh app ka sukoon tha, chah kar bhi app machar ko marr na sake kiun ke uski ragon main app ka khun tha............
Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya. Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hai, Kya kare jab humare call karne se who bhadkte hai
Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna