Mana ki Kabhi Dil Ki baat na Bataonge Par Ankhon me Jo hai Wo Kaise Chupaoge, Wada Raha Hamara ye Aapse Jab bhi MOBILE Dekhonge hamara jarur 1 SMS paoge!
Lambi khmoshi bahut kuch keh jati hai, tadapne k liye sirf yad reh jati hai, kya fark padta hai WILLS ho ya KING'S, jalne k bad sirf rakh to reh jati hai.