DIL KI KASTI

DIL KI KASTI
DIL KI KASTI U DOOBTI C, NAZAR AA RAHI HAI, KYA KARU A DIL, MERI WOH KISI AUR KO FASANE JAA RAHI HAI.
  

Jan, 23 2012     101 chars (1 sms)     1025 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Marne par hamein jannat mile na mile, ye hawa ye fiza mile na mile, SMS karne ke kasar mat karna MERE dost, maloom nahi wahan MOBILE mile na mile.
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.
Dil diya tha mohabat ki nishani samajh kar, Woh khaa gya usey biryani samajh kar, Khoon-e-jigar bhi na chora zalim ne, Woh bhi pee gya leemo paani samajh kar.
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu
Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Gaur Farmaye Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Uncle ne aankh mari aunty Behosh.
Hum Gaye The unke Ghar Kehna Tha Dil se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra Ke Bole Aunty Bachho ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo..
Kash SHARE ka insurance ho jata, Share mein TRADE karne se pahle premium bharwaya jata, BHAV UPAR jaye to theek warna, Trade pe jo LOSS hota .........uska claim to mil jata
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
Log puchte hai ki cigarate kyun pite ho, kya ye pyass bujhati hai? Maine kaha "nahi, dil me kisi ki tasvir hai,kambhakt kam se kam usko to jalati hai".
Jo muje bhul jae uska mob. tut jae, Charger jal jae, sim lock ho jae, local cal par ISD cal ka bil aye, local area me b roming lag jae.
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...