Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu
Jeena tere pyar mushkil kar diya… humein appney hi ghar se beghar kar diya…… balance bacha hi nahi jo tujh ko call kartey…. eik sms tha woh bhi teri nazarr kar diya…
Dosti ka hr frz hum jante hai, tumhare har dard ki dava hum jante hain. Humein bhulne ki kabhi koshish bhi mat karna kyunki hum gala dabana bhi jante hain