Aaj phir tum nazar nahi aye.. phir tamanna ke phool murjhaye. Na jaane kin galiyon mein kho gaye tum, Hum to police station se pagal khane tak dhoond aaye.
Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Lambi khmoshi bahut kuch keh jati hai, tadapne k liye sirf yad reh jati hai, kya fark padta hai WILLS ho ya KING'S, jalne k bad sirf rakh to reh jati hai.