Aapka har ek sms khas hota hai, wo hamare dil ke paas hota hai, Hum bhale hi turant jawab na de paaye, magar phir bhi aapke agle sms ka intzar hota hai..
Safar lamba hai, dost banate chalo, Dil mile na mile SMS karte chalo. TAJ MAHAL na banao, Bahut mahega padega, Jaha bhi jaoEk nayi MUMTAZ banate chalo.
Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna