Tujhko dekhenge to sitare bhi Zia maangen ge, Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge, Apne maathe se yun aanchal ko na sarkaa dena, Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge.
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.