Ishk me dil ka tamasha dekha nahi jaata, Humse tuta hua shisha dekha nahi jaata. Apne hiss eke saare sms de du tujhe, Mujhse tera kangaal msg box dekha nahi jaata.
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai