Hame to bidi ne luta cigret me kaha dam tha , meri kasti thi dubi waha jha whisky ka drum tha. Ham tab bhi nikal aye kyoki hamari dosti me bahut dam tha.
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!