Majnu ko Laila ka sms nahi aya, Majnu ne 2 din se khana nahi khaya, Majnu marne wala hai Laila ke pyar main, Aur Laila bethi hai sms free hone ke intazar main.
Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath