KYU BAND HO

KYU BAND HO
KYU BAND HO GAI sms KI BAHAR..KYO HO GAI HAMSE AISI TAKRAR..KYO BEGANE HO JATE HAIN YAAR? AGAR DIL MEIN HO PYAR TOH BHEJO SMS MERE YAAR...
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     1175 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

hoto pe khushi per ankhon me nami he.Mere Sell me jese apke msg ki kami he.Apke pegam ke intzar me meri sans jami he.Khafa ho hamse ya balance ki kami he.
Zindgi Apni Masti Me Jiya Kar Ishq Bahut Buri Cheez Hai Na Kiya KrTu Apna Pura Dhyan Career P Mod De Ishq Aur apni GF MERE liye Chhod de
Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Hum tum dono jab mil jayenge, Ek naya itihaas banayenge, Aur agar hum naa mil paaye toh, Kisi aur ke itihaas ko padh lenge.
Me train k khidki se jhak raha tha tabi woh mere samne ayi,ankonse anken takrai,Dilme hui hulchl,Jan hateli pr ayi Tabhi woh muskurai aur boli CHAI CHAI
Likhne wale ek ehsaan kar de, Mere yar ki taqdir me uska pyar likh de, Na mile kabi dard use mohbat me,Tu chahe to uski GIRL FRIEND meri kar de.....!!!!!!
Aankhe Bhi Meri Palko Se Sawal Karti Hai..Hr Waqt Aap Ko Yaad Krti Hai..Jb Tak Dekh N Le Aapka Msg Tub Tak Wo Aap Ke Sms Ka Intezar Karti Hai..
Teri aankain jhuki jhuki tera chehra khila khila jab tere chehre per haath ghumaya to aadha kilo fair & lovely mila
sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
unke milne julne ko ham pyar samajh baithe,jis din nahi aayi ham ravivar samajh baithe.
Sote hue ko jagayeng hum Ap ki Nind churaynge hum Har waqt sms kr sataynge hum Ap ko ayega Ghusa! Lekin us Ghuse mehi yad to ayenge Hum!
Jab tumhe dekhu mu dil start flying, Tumse baat karne ko I keep trying, Jab tu dur jaye I feel like crying, Are itna tension mat le I was lying.