Dhyan de! Agar

Dhyan de! Agar
Dhyan de! Agar aap is dhyan denewale message ko dhyan se padhenge to apke dhyan me ek baat ayegi ke is message mein dhyan denewali koi bat hi nahi hai
  

Jan, 23 2012     150 chars (1 sms)     2434 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pani mein tairna machali ka style, Hawa mein udna panchi ka style, Different messages bhejna mera style, Fukat ka message padna aap ka style.
Sitam sehne ki hadd hoti hai, kissi ko sataane ki hadd hoti hai, sms karne ki koshish to kiya karo, yun hi sms pad kar mobile jeb me daalne ki bhi hadd hoti hai
Khwab main ayegi sms ki Tarah.Dil main bas jayegi RINGTONE ki Tarah.DOSTI kam na hogi BALANCE ki Tarah bas aap busy na rahe NETWORK ki Tara
Ek to tum sharmate bahut ho.Agar bat kare koi tum se to itrate bahut ho.Dil chahta hai tumhe CHHUM lu.Par suna hai k tum chilate bahut ho..
Aapke life mein mithas ho cadbury jaise, ronak ho nerolac paint jaise, mehak ho Axe jaise, tazgi ho colgate jaise, aur tenssion free rahe huggies jaise
Kunwari kanya ko miss kehte hai,Uske Chumban ko kiss kehte hai,Miss ko Kiss karna mushkil hai isliye,Kissmissh ke bhaav tez rehte hai.
Dil ki bat dilme mat rkhna,Jo pasand ho use ILU kehna,Agar wo itrai,gusse me aaye,To darna mat rakhi nikalna & kehna pyari behna milti rehna
Mana ki Kabhi Dil Ki baat na Bataonge Par Ankhon me Jo hai Wo Kaise Chupaoge, Wada Raha Hamara ye Aapse Jab bhi MOBILE Dekhonge hamara jarur 1 SMS paoge!
Kabhi hamari yad AYE TO COL KAR LENA PAISE KAM HO TO SMS KAR LENA AGAR YE BHI N KAR SAKO TO MOBILE DAHI ME DALKAR VIBRATER ON KAR.
Arz hai... Is dil mein tarane bahot hain, zindagi jeene ke bahane bahot hain, kis kis ko sms karu,kambaqt is nacheez ke diwane bahot hain!!!
Pehle Zindgi Cheen Li Mujhse,Ab wo Meri Maut Ka Bhi Faida Uthate Hai,Meri Kabr Par Phool Chadhane Ke Bahane wo Kisi Aurse Milne Jate Hai
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa SCREW dhila chod diya varna......ITEM to tu jhakkas hai !! ;-)