Kabhi hamari yad

Kabhi hamari yad
Kabhi hamari yad AYE TO COL KAR LENA PAISE KAM HO TO SMS KAR LENA AGAR YE BHI N KAR SAKO TO MOBILE DAHI ME DALKAR VIBRATER ON KAR.
  

Jan, 23 2012     130 chars (1 sms)     1133 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Khawabon me ayenge SMS ki tarha,dil me bas jange RINGTONE ki tarha,dosti kam na hogi BALANCE ki tarha,bas tum busy na rehna NETWORK ki tarha
humne jab-jab chaaha,tab-tab aap jaage,humne jab-jab chaaha,tab-tab aap jaage;kyuki aapke ghar ki ghanti bajaakar,hum roz raat ko bhaage.trin.. trin.
Aaj kuch ghabraye se lagte ho, Thand mein kapkapaye se lagte ho, Nikhar kar aayi hai surat aapki, Bahut dino baad nahaye se lagte ho
JAB TAK KARENGE YAAD AAP HUMKO.. HUM BHI AAPKO YAAD KARENGE.. JANAZE ME MOBILE RAKHDENA, NETWORK MILEGA TO UPAR SE BHI BHI SMS KARENGE
Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga Tum usay debug karna, wait main karoonga
Ae dost tu mat ho udaas,Saans meri chute na chute tra saath.Phir bhi agar tujhe aaye meri yaad,toh mujhe call kar lena,meri INCOMING BILKUL FREE HAIN..!!
Unki galise mera janaza nikla wo na nikle jin ke liye janaza nikla unka Ghar aaya mere dost siti bajane lage ,rakh kar mera janaza kamine use PATANE lage
Tu chand mange mein chand dedu tu raat mange mein raat de du tu dil mange mein dil de du tu jaan mange bas yaar bhikh mangane ki bhi ek limit hoti hai
Tu chandramukhi main surajmukhi, tu mujhse dukhi main tujhse dukhi. Chatt se chhalang laga de, phir tu bhi sukhi, main bhi sukhi.
Na Pooch Teri Judai k Lamhey Hum ne kese bitae Paani mai SURF EXCEL mila k Straw se Bulbule banae
AAPKI YAAD ME MAINE KALAM UTHAAI, LIYA KAGAAZ AUR AAPKI TASVEER BANAYAI, SOCHA THA DIL SE LAGA KE RAKHU US TASVIR KO, PAR WO TO BACCHO KO DARAANE KO KAAM AAYI.
HUMNE DEKHA HAI SHRE CHAHT MAIN, YEH TAMASHA AZEEB HAI PYAARE, LADKIYA, PHOOL, AUR PATHAR APNA APNA NASIB HAI PYARE.