Pehli Bar Kisi

Pehli Bar Kisi
Pehli Bar Kisi Chehre Pe Nigaah Thehri He Uski Ankhein Sagar Se Bhi Gehri He Thak Gya Me Apne Pyar Ka Izhar Krte Krte..Tab Pata Chala Saali Wo To Behri He..
  

Jan, 23 2012     156 chars (1 sms)     1261 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pyar ke jam ko aise na piyo ki aadha piya aur aadha chhod diya. Yaaron yeh pyar hai, nahin koi Vim Bar, jo thoda sa lagaya aur bas ho gaya!!!
Agar aap barsaat ka mazaa chaho to,In aankhon me aake baso,Kyuki barsaat to barso me barasti he,Aur ye aankhen to barso se barasti hai
Chandani ne Kaha ke tu pyar kar… Shama ne kaha aankhen char kar… Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar
Soch samajh ke na ki shaadi jisne, Usne jeevan bigaad liya. Aur chaturai se ki shadi jisne, Usne bhi kya ukhad liya.
Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga
Sms na kar ke dil tod diya. Ab mobile dafna dena, kafan na mile to rumal odha dena , log puche rog kya tha, to apni kanjusi bata dena..
Zindgi Apni Masti Me Jiya Kar Ishq Bahut Buri Cheez Hai Na Kiya KrTu Apna Pura Dhyan Career P Mod De Ishq Aur apni GF MERE liye Chhod de
MOSAM SHABAB KA, NASHA SHARAB KA,PARDA JANAB KA,AUR RANG GULAB KA,IN SAB SE HASEEN,IN SAB SE LAJAWAB DEKHO SMS PADNE WALA..MENDAK TALAAB KA
Jab Jab hume pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai unki dewangi mein hum ho gaye itne dewane Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai
Hawa me bindas udd rha tha Galib Hawa me betab udd rha tha Galib Hawa me azad udd rha tha Galib Phir kya..Ruk gai Hawa Gir gya Galib
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
Yad Rak Kar Meri Dosti Ko Tumne Meri Zindgi Par Ehsan Kr Diya is Mobile May A Last Rupya Tha Dek Wo B Tere Naam Kr Diya.