Phoolon ko phool pasand hai, dilon ko dil pasand hai. Shayar ko shayeri pasand hai. Kisiki pasand se hame kya, hamko to bas apki girl friend pasand hai
Aap itna yaad na karo hum ko, kahi hum chheenko se pareshan na ho jaye. Yaad to hum bhi aapko bahut karte hain, Par darte hain, ke kahi aapko zukaam na ho jaye