Apka naam likha

Apka naam likha
Apka naam likha ret prToh paani ne mita diyaLikha hawaon parToh gulshan ne chura liya,Phir naam aapka dil mein basayaSAALAHeart Attack
  

Jan, 23 2012     134 chars (1 sms)     1523 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aap ka gadha aap se rooth gaya Ja k nadi me kood gaya. Doobte hue bola ab aur dukh nahi sahenge ek ghar me do do nahi rahenge
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.
Log kahte hai ki ISHQ me nind ud jati hai. Log kehte hai k ISHQ main neend ud jati hai. Hamko bhi ISHQ ho jaye, kambakt aajkal nind bahut aati hai."
Hu main Dr jahan,Meri wife hai nurse waha.Ye kaisa zulm sehna PADTA hai,Mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai!!
Duri Unse Ghatati Nahi Dusri Koi Patati Nahi Dunia Se Hm Khud Ko Hatana Chahte He Dhyan Me Ho Koi Ladki Batana Hm Ek Or Patana Chahte He
Dil se Dil lagakar to dekho, Hamari yaadon mein aansoo bahakar to dekho, SMS to kya call bhi karoonga, Ek baar mere mobile ka bill chukakar to dekho...
Zindgi Apni Masti Me Jiya Kar Ishq Bahut Buri Cheez Hai Na Kiya KrTu Apna Pura Dhyan Career P Mod De Ishq Aur apni GF MERE liye Chhod de
Asma Me Kali Ghata Chhayi He,aj Fir Gharwali Se Mar Khayi He,Kehti He Sudhar Jao,Par Meri Galti Nahi,Bajuwali Aj phir Mini Skirt me ayi he
Khawabon me ayenge SMS ki tarha,dil me bas jange RINGTONE ki tarha,dosti kam na hogi BALANCE ki tarha,bas tum busy na rehna NETWORK ki tarha
Iss pyari si surat ka phir se didaar de, Tadap rahe hai hum ab aur na intezaar de. Awaz suna ey zalim magar, Ek missed call to maar de.
Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain, Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain, Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.
Zamana kitna kharab ho gaya he,Har sawal ka ulta jawab ho gaya he,Na Call, na Misscall, na SmS.Har koi mobile rakh k nawaab ho gaya he.