Machar ne app ko kata woh uska junoon tha,app ne khuglaya woh app ka sukoon tha, chah kar bhi app machar ko marr na sake kiun ke uski ragon main app ka khun tha............
Laila ko majnu ka 'SMS' Nahi aaya,Laila Ne3 din khana Nahi khaya,Laila mar rahi thi,majnu ke pyaar mein, aur majnu Baitha tha'SMS' free Hone ke intezar mein.