Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka; In sab se haseen, in sab se LAJAWAB dekho SMS padhne wala,MENDAK TALAAB ka; Trrr..Trrr..