Tum door sahi,

Tum door sahi,
Tum door sahi, majboor sahi, par yaar tumhari aati hai, tum ssans wahan lete ho, par badbu yahan tak aati hai!!!
  

Jan, 23 2012     112 chars (1 sms)     1273 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

kabhi kehte the dost hamare ke "jaan bhi maango to hazir hai", Aaj apni bivi ko jaan kehte hai , aur maango to inkaar karte hain
Har khushi ko teri taraf mod du, tere liye chand tare tak tod du, khushiyon ke darwaje tere liye khol du, ek bar tu haske dikha tere sare dant tod du…
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola
Meri zindagi par ek ehsaan kardo, ye mohabbat mere naam kar do, subah ko milo saam kardo, aur shaam tak mere ghar ka sab kaam kardo…
Ruthi hai aise wo humse Jaise hum sach me unhe mana lenge wah-wah Itna waqt kaun zayaa karegaItne me to hum DUSRI pata lenge.
Jahan Ki Gurbat Me Shukun Nhi Ayega Gam-E-Tohin Se Kubul Nhi Ayega Maklul Ki Fitrat He Ye Kafir Dimag Fat Jayega Par Sher Samaj Nhi Ayega
O Friend ji.. Tussi Mitha Aam ho, Coca Cola da Jaam ho, Sir Dard da Baam ho, Saara kuch Theek hai, Bas SMS nahin karde, Es waaste Badnaam ho
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
Tu chandramukhi main surajmukhi, tu mujhse dukhi main tujhse dukhi. Chatt se chhalang laga de, phir tu bhi sukhi, main bhi sukhi.
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi
Na woh inkaar karti hai, Na woh ikraar karti hai, Kambakhat mere hi sapnon main aa kar, Mere dost se pyaar karti hai
dosti hai jaan lutane ke liye,ham apni hasti mita den dost ke liye,milne ki tumhe fursat nahi, ham sms karte hain apni yad dilane ke liye