Jeena tere pyar mushkil kar diya… humein appney hi ghar se beghar kar diya…… balance bacha hi nahi jo tujh ko call kartey…. eik sms tha woh bhi teri nazarr kar diya…
DIN KE UJALE ME REL POWER NE ANDHERA DIKHAYA.PAPA KA SAPNA DONO NE MILKAR MITTI ME MILAYA.7.5LAC CR GAWA KAR LOGO NE SOCHA,KASH YE PAISA LIC ME LAGAYA HOTA
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Mat puch mere sms ki inteha kaha tak hai,Tu KANJUSI karle teri takat jaha tak hai,Msg ki umid jinhe hogi unhe hogi,Hame to dekhna hai tu Kanjus Kaha tak he.