Duniya Se Jo

Duniya Se Jo
Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain, Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain, Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.
  

Jan, 23 2012     125 chars (1 sms)     1105 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Bekar he wo log jo ladkiyo ko miSS karte he!!MiSS karna hi he to MACCHAROko karo,Jo apni jan p khel kr b apko kiSS karte hai.
Vo Chum Le 1 Bar To Aati Nahi Neend, Uski Meethi Aawaz Me Hi Raat Beet Jati Hai, Isliye YARO... Ye RISK Na UTHAO... KACHHUA Jalao MACHHAR Bhagao.
Mobile ka accident ho gaya. Bahut SMS bah gaye. Docterne kaha hai operation ke liye SMS ki jaroorat hai. Please donate SMS & save my mobile
Baithe tere khyalo me kore kagaj par likh dala tera naam .. tasweer bhi utar dali... aur likha hai paigam.. jinda pakadne wale ko 500 ka inam....
Me train k khidki se jhak raha tha tabi woh mere samne ayi,ankonse anken takrai,Dilme hui hulchl,Jan hateli pr ayi Tabhi woh muskurai aur boli CHAI CHAI
kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke daag hote. kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote. chand to tu hai hi, sitaare bhee saaath hote.
In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai!
Pehle Zindgi Cheen Li Mujhse,Ab wo Meri Maut Ka Bhi Faida Uthate Hai,Meri Kabr Par Phool Chadhane Ke Bahane wo Kisi Aurse Milne Jate Hai
Jub dekha unhon ne tirchhi nazar se, to hum madhosh ho gaey, Par jab pata chala ke un ki nazren hi tirchhi hain, to hum behosh ho gaey.
Zindgi me kai mushkile aati hai,Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,par socho kaise 1000 kato ke bich,Reh kar bhi 1 phul muskrata hai.
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain