Is qadar hum

Is qadar hum
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
  

Jan, 23 2012     127 chars (1 sms)     1052 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Jab Se Para Hun Tere Ishq Mein JANU Kuch Is Tarhan Se Meri Zindaghi WIRAAN Ho Gayi Kal Tak Jo Mera OFFICE Tha GARMENTS Ka Aaj Wo CHADDI-BANYANKi DUKAAN Ho Gayi...!
Aap na diwana kar diya, ek bar dekh kar. Aur hum kuch bhi na kar paya, bar bar dekh kar.
Ye CHAND bhi dekho kya ajib sitam dhata hai, Gour farmaye Ye CHAND bhi kya ajib sitam dhata hai, Bachpan me MAMA aur Jawani me SANAM nazar ata hai......!
Mausam Mast hai,Mahol jabardast hai.Apne kam me sub Vyast hai.Socha phone karke do baate kare,pata chala,Is Root ki sabhi lina Vyast hai
Bekar he wo log jo ladkiyo ko miSS karte he!!MiSS karna hi he to MACCHAROko karo,Jo apni jan p khel kr b apko kiSS karte hai.
Chandi ki diwar na todi par pyar bhara Dil tod diya KUCH CHILLER PAISO KE LIYE TUMNE MESSAGE KARNA CHOD DIYA?
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Mein bilkul Sharef ho gya hu 1 Ladki k karib ho gya hu Uske Paas mere dil k Chabi hai Vo Meri aakhri Dilruba Aur Tumhari 25vi Bhabhi haI
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jayu vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum...
Request karti hun, Refuse mat karna, Dil ka bulb jalakar, Fuse na udana.
Shehar Ki Gali Mein Paan Ki Dukan, Devdas ne Dekhi Paro Ki Muskan, Devdas ne Khilaya Paro ko Paan, Khake Paan Paro Boli "Shukriya BhaiJaan"