Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi