Tumhari Dosti Ne

Tumhari Dosti Ne
Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya
  

Jan, 23 2012     158 chars (1 sms)     1119 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…
Jindagi behal hai, sur hai na taal hai, vicharo ki kya hadtaal hai, SMS box kangal hai, ek sms bhej de, meri mobile ki jindagi ka sawal hai.
Apko kya pata hum aapko kitne yaad karte hian..har pal tumhari fariyad karte hain..roj khat likhte hian cartoon network ko..aapko dikhane ki mang karte hain..
Dhyan de! Agar aap is dhyan denewale message ko dhyan se padhenge to apke dhyan me ek baat ayegi ke is message mein dhyan denewali koi bat hi nahi hai
Mujhe jala dena ya jameen me daba dena, per jab bhi maru ek ghoont pila dena. Mai TajMahal to nahi chahta,ae dost,bas meri kabr per ek girls hostel banva dena..
Dil k dardko jubapar mat lana,apni ankhose ansu mat bahana,jakham chahe kitne bhi gahare ho,"DETTOL" K siva kuch mat lagana
ham unke kareeb ja ke unhe paa na sake is bat ka gham hai,ek chand hamar unchain par haiaur ek hamari hight bhi kam hai
"SHADI" karne ke bad, Aur "MOBAIL" lene ke bad, Ek hi AFSOS hota hai, Kuch Din aur rook jata,To achha "MODEL" mil jata.
Arz kiya hai Bus nazron se dekh liya hota agar tammana thi darane ki, Hum yun hi behosh ho jaate. Kya zaroorat thi aap ko muskurane ki.
Chandani ne Kaha ke tu pyar kar… Shama ne kaha aankhen char kar… Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar
Dil k dard ko pinewale kya jane Prem ki boli ko zalim zamana kya jane Hoti hai mehnat sms banane me,yeh padhkar DELETE karnewale kya jane
Log kahte hai ki ISHQ me nind ud jati hai. Log kehte hai k ISHQ main neend ud jati hai. Hamko bhi ISHQ ho jaye, kambakt aajkal nind bahut aati hai."