Kyun marte ho bewafa sanam k liye,2 Gaz zamin nahi milegi dafan k liye,Marna hai to maro dosti k liye,Hum apni chaddi bhi utaar denge tere kafan Ke liy
Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna
Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga!